Roman script
Tumse bichhad kar tumko bhulana Tumse bichhad kar tumko bhulana Mumkin hai aasaan nahi Deewane dil ko samjhana Mumkin hai aasaan nahi Tumse bichhad kar tumko bhulana Mumkin hai aasaan nahi Sadiyon se raasaan hai jaari Jurm hai duniya me dildari [x2 times] Aisi duniya se takrana Mumkin hai aasaan nahi Tumse bichhad kar tumko bhulana Mumkin hai aasaan nahi Chahat par pabandi kyu hai Duniya itni andhi kyu hai [x2 times] Tumse bichhad kar tumko bhulana Mumkin hai aasaan nahi Kashti yunhi chalegi kab tak Ulti Ganga behegi kab tak [x2 times] Khoye huey ko phir se paana Mumkin hai aasaan nahi Tumse bichhad kar tumko bhulana Mumkin hai aasaan nahi Tere mere beech ki doori Kyu dono ki hai majboori [x2 times] Doori ki deewar girana Mumkin hai aasaan nahi Tumse bichhad kar tumko bhulana Mumkin hai aasaan nahi Deewane dil ko samjhana Mumkin hai aasaan nahi Tumse bichhad kar tumko bhulana Mumkin hai aasaan nahi Mumkin hai aasaan nahi Mumkin hai aasaan nahi
Song details
- Singer: Jagjit Singh
- Film / album: Khap
- Composer: Jagjit Singh
- Lyricist: Nida Fazli
Song video
language: Hindi
music label: Saga Music