Roman script
Daddy mujhse bola, Tu galati hai meri Tujhpe Zindagani guilty hai meri Saabun ki Shaqal mein, beta tu toh nikla keval jhaag Jhaag jhaag… Bhaag >>> Bhaag bhaag…… oh by god lag gayi Kya se kya hua Dekha toh katora Jhaanka toh kuaa Piddi jaissa chuhaa Dum pakda toh nikla kala naag Naag naag Bhaag…>>> Bhaag bhaag DK bose, DK bose, D K bose bhaag bhaag DK “Bose dk” bhaag…. (x2 times) Aandhi aayi aandhi aayi aandhi aayi.. Bhaag bhaag DK bose, D K bose, D K bose Bhaag bhaag DK Bose dk bhaag…. Aandhi Aayi hai… Hey…Hey..! Kisne kisko loota Kiska maatha kaise phoota Kya pata…. Bhaiya we don’t have a clue Itna hi pata hai, Aage daudein toh bhala hai Peechhe toh, ek rakshash phaade munh Ek aandhi aayi hai, sandesa laayi hai.. yeah.. Bhaag bhaag DK bose, DK bose, D K bose bhaag bhaag DK “Bose dk” bhaag…. (x2 times) Aandhi Aayi Hai Aandhi Aayi Hai Aandhi Aayi Hai… Bhaag bhaag DK bose, DK bose, D K bose Bhaag bhaag DK “Bose dk” bhaag… Aandhi Aayi Hai. Bhaag Bhaag……. Hum toh hai kabootarr, Do pahiye ka ek scooter Zindagi Jo Dhakelo toh Chale Arre kismat ki hai kadki, Roti Kapda aur Ladki teeno hi Paapad belo toh miley .. Yeh bheja garden hai, aur tension maali hai.. yeah.. Mann ka taanpura, frustration me chhede ek hi Raag Raag Raag…. Bhaag….. Bhaag bhaag DK bose, DK bose, D K bose bhaag bhaag DK “Bose dk” bhaag…. (x2 times) Hey Aandhi Aayi Hai Aandhi Aayi Hai Aandhi Aayi Hai… Bhaag bhaag DK bose, DK bose, D K bose Bhaag bhaag DK “Bose dk” bhaag… Daddy mujhse bola, Tu galati hai meri Tujhpe Zindagani guilty hai meri Saabun ki Shaqal mein, beta tu toh nikla keval jhaag Jhaag jhaag jhaag Bhaag Bhaag bhaag DK bose, DK bose, D K bose Bhaag bhaag DK “Bose dk” bhaag…. (x2 times) aandhi aayi aandhi aayi aandhi aayi Bhaag bhaag DK bose, D K bose, D K bose bhaag bhaag DK Bose dk bhaag…. Aandhi Aayi hai…
Song details
- Singer: Ram Sampath
- Film / album: Delhi Belly
- Composer: Ram Sampath
- Lyricist: Amitabh Bhattacharya
Song video
cast: Imran Khan, Kunaal Roy Kapur, Vir Das, Shenaz Treasurywala
language: Hindi
music label: UTV Motion Pictures