Roman script
Sau baras guzre raat hue Sau baras guzre din hue Sau baras guzre chaand dikhe Sau baras guzre bin jiye Kyun pal theharta hai yeh Kyun waqt badalta nahin hai Yeh raah sooni hai kyun Kyun koi nikalta nahin hai Sau baras guzre saans liye Sau baras guzre bin jiye Palkein hai khwaabon se khaali Dil hai ke bandh koi ghar Kabhi rang thay nainon mein Kabhi dil ko lagte thay par Woh raah saheli meri Sab taare chura le gayi hai Woh dil jo tha mera Ab woh bhi mera nahin hai Hai khafa mujhse yaar mere Kya pataa kab yeh phir mile Hum toh charaghon se jalke Baithe hain umeed mein Kya jaane yeh kis ka Rahe intezaar humein Koi chu le mujhe Kyun aakhir yeh lagta hai dil ko Saansein bandh hai toh kya Ab bhi dhadakta hai dil toh Yeh tadap koi naa sune Naa samaj yunhi dil hai yeh Sau baras guzre raat hue Sau baras guzre din hue
Song details
- Film / album: Haunted – 3D
- Composer: Chirantan Bhatt
- Lyricist: Junaid Wasi
cast: Mahakshay Chakraborty, Achint Kaur, Arif Zakaria, Sanjay Sharma
language: Hindi