Roman script

O mama o mama

O mama o mama

Dil se hi ab sochta hai dil mera, o mama

Sar ko aksar nochta hai dil mera, o mama, o mama

Ab khair to nahi, koi bair to nahi

Dushman jiye mera

Wo bhi gair to nahi

Jo dil gaya gaya

O mama, kanche maare

Billi jaisi aankhon wali

Ek myaun si ladki

O mama

Oonghe kabhi, soonghe kabhi

Jhanke kabhi, aaun kabhi

Kabhi jaaun si ladki

O mama…

Aise dabe paon aaye wo ki chaap na ho

O mama, o mama

Khwab mein mil jaaye lekin wo khwab na ho

O mama, o mama

Ummeed to nahi phir bhi ummeed ho

Koi to is tarah aashiq shaheed ho

Koi gaya gaya

O mama…

Explore this song