Roman script

Darling aankhon se aankhen chaar karne do
Roko na roko na mujhko pyaar karne do
Beqaif hain bahara, bechain jaane yaara
Bulbulon ko abhi intezar karne do
Darling aankhon se aankhen chaar karne do..
Darling, khadim hoon shehzadi ko taiyarr karne do
Beqaraar beqaraar hai qaraar karne do
Dil-e-yaar dil-e-yaar ikhtiyaar karne do
Darling aankhon se aankhen chaar karne do
Bekaif hain bahara, bechain jaane yaara
Bulbulon ko abhi intezar karne do
Darling aankhon se aankhen chaar karne do
Roko na roko na mujhko pyaar karne do

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Usha Uthup, Rekha Bhardwaj

lyricist: Aditi Singh Sharma, Gulzar

language: Hindi

music label: Sony Music India