Roman script
O ho ho ho Khoya khoya chaand, khula aasmaan Aankhon mein saari raat jaayegi Tumko bhi kaise neend aayegi Oh oh, khoya khoya chaand, khula aasmaan Aankhon mein saari raat jaayegi Tumko bhi kaise neend aayegi Oh ho ho ho, khoya khoya chaand Masti bhari hawa jo chali – | 2 | Khil khil gayi, yeh dil ki kali Mann ki gali mein hai khalbali Ke unko toh bulaao O ho ho, khoya khoya chaand, khula aasmaan Aankhon mein saari raat jaayegi Tumko bhi kaise neend aayegi Oh oh, khoya khoya chaand Taare chale, nazaare chale (x2) Sang sang mere woh saare chale Chaaron taraf ishaare chale Kisi ke toh ho jaao Oh ho ho, khoya khoya chaand, khula aasmaan Aankhon mein saari raat jaayegi Tumko bhi kaise neend aayegi Oh oh, khoya khoya chaand Oh, oh oh oh oh oh, oh oh oh oh oh oh Aisi hi raat, bheegi si raat (x2) Haathon mein haath hote woh saath Keh lete unse dil ki yeh baat Ab toh na sataao Oh ho ho, khoya khoya chaand, khula aasmaan Aankhon mein saari raat jaayegi Tumko bhi kaise neend aayegi Oh oh, khoya khoya chaand Hum mit chale jinke liye Hum mit chale hain jinke liye Bin kuch kahe woh chup chup rahe Koi zara yeh unse kahe Na aise aazmaao Oh ho ho, khoya khoya chaand, khula aasmaan Aankhon mein saari raat jaayegi Tumko bhi kaise neend aayegi Oh oh, khoya khoya chaand, khoya khoya chaand Khoya khoya chaand, khoya khoya chaand Khoya khoya chaand, khoya khoya chaand
Song details
- Singer: Mohammed Rafi
- Film / album: Kala Bazaar
- Composer: SD Burman
- Lyricist: Shailendra
Song video
cast: Dev Aanand
language: Hindi