Roman script
Iski maa.. (bhai kiski maa) Iski maa agar isey… Pet mein hi maar deti (maar deti..) Toh Bihar mein aakaal na hota (arey bhai akaal na hota) Orissa mein, Orissa mein baad na hoti (Baad na hoti) Maa perplex thi (perplex thi) Baap complex tha (complex tha), complex tha? Arey radio ke zamaane ka, Yeh pehla multiplex tha (multiplex tha) Paida hua yeh jis din paida hua Paida hua yeh jis din paida hua Iss ke baap ne gaaon mein ladoo batwaya Iss ke baap ne gaaon mein ladoo batwaya Woh aakhri din tha jab Iske gaon mein kisi ne kuch khaya (kisi ne kuch khaya, kisi ne kuch khaya) Paida karte iski maa jo zor se chilai Leke Ashok Chakra sarkar daudi daudi aayi Doctor ne baap ko side mein le jaake daanta Doctor ne baap ko side mein le ke jaake daanta Bola kahan se layi yeh gastronomical jwarbhata Bola kahan se layi yeh gastronomical jwarbhata Darzi ne bola inchi-tape apne bagal mein chaape Darzi ne bola inchi-tape apne bagal mein chaape Kamar toh naapte magar hum kamra kaise naape Kamar toh naapte magar hum kamra kaise naape Ho pathar ke paalne mein jab yeh leta rota tha Ho pathar ke paalne mein jab yeh leta rota tha Sara gaaon iske baap ke aasuon se bartan dhota tha Bartan bartan bartan dhota tha… Gussey mein isska baap (oho) Parliament gaya (aaha) Bola nirodh kyun, late invent kiya (oho..) Invent kiya.. Invent kiya.. Invent kiya.. Invent Invent Invent kiya.. (Anurag Kashyap) Har baal ki khaal ki yeh chaal bhi kha jaaye Iske haath padh jaaye toh mahine saal bhi kha jaye Kisi behal ka bacha jo haal bhi haal kha jaaye Bemaut marte mann ka yeh malaal kha jaaye Lalu ka laal kha jaaye Naxal-baari ki naal kha jaaye Bachpan ka dhamaal kha jaaye Budhape ki shaal kha jaye Hayaa toh chodo behaya ki chaal bhi kha jaaye Agar parosa ja sake toh khayal bhi kha jaaye (butter chiken, butter chiken ..) Ho ladoo gopal hai poora chopal hai Khada toki tarsi baitha Bhopal hai Baitha Bhopal hai bhai baitha Bhopal hai Bhopal Bhopal baitha Bhopal hai Iski jo baat hai khan saabo ko daad hai Baap murdabad beta Muradabad hai Iski jo baat hai khan saabo ko daad hai baap murdabad beta muradabad hai Baap murdabad beta muradabad hai Hey iski jo dakaar hai bhopu bhi bekar hai Gud gud iske pet ki, pait ki sarkar hai Vote do bhai vote do, poora hi phod do Iska jo size hai iski maa ka pyaar hai Hajam kiya iss ne apne baap ka karobar hai (baap ka karobaar apne baap ka karobar hai) Chirken ka muse hai par ya varan hi lose hai Udne na dena isse dooms day ka fuse hai (dooms day ka fuse hai, bhai dooms day ka fuse, doom Dooms day ka fuse dooms day ka fuse hai) Khachua bhi isse faster, motumaster Gas ka plaster, motumaster Hai naak bandh phaatkar, motumaster Chhod baant baant kar, motumaster Yeh motumaster hai total disaster Total diaster hai motumaster Motumaster chal daaru paas kar Chup be, bastard!
Song details
- Singer: Raman Mahadevan
- Singer: Amit Trivedi
- Singer: Shriram Iyer
- Singer: Amitabh Bhattacharya
- Singer: Kshitij Wagh
- Singer: Anurag Kashyap
- Singer: Bonnie Chakravarthy
- Singer: Tochi Raina
- Film / album: Udaan
- Composer: Amit Trivedi
- Lyricist: Amitabh Bhattacharya
singer: Raman Mahadevan, Amit Trivedi, Shriram Iyer, Amitabh Bhattacharya, Kshitij Wagh, Anurag Kashyap, Bonnie Chakravarthy, Tochi Raina
cast: Rajat Barmecha, Ronit Roy, Ram Kapoor
language: Hindi