Roman script

Aankhon ke pardon pe pyara sa jo tha woh nazaara

Dhuaan sa ban kar ud gaya ab na rahaa

Baithe thhe hum toh khwabon ke chaao’n ke tale

Chhod ke unko jaane kahaan ko chale

Kahani khatam hai ya shuruwaat hone ko hai

Subah nayi hai yeh ya phir raat hone ko hai

Kahani khatam hai ya shuruwaat hone ko hai

Subah nayi hai yeh ya phir raat hone ko hai

Aane wala waqt dega panaahe

Ya phir se milenge do-raahe

Khabar kya, kya pataa

Explore this song