Roman script
Door reh kar na karo baat Kareeb aa jaao Door reh kar na karo baat Kareeb aa jaao Yaad reh jaayegi ye raat Kareeb aa jaao Ek muddat se tamanna thi Tumhe chhoone ki Ek muddat se tamanna thi Tumhe chhoone ki Aaj bas mein nahi jazbaat Kareeb aa jaao Aaj bas mein nahi jazbaat Kareeb aa jaao Door reh kar na karo baat Kareeb aa jaao Sard jhonko se bhadakte hain Badan mein shole Sard jhonko se bhadakte hain Badan mein shole Jaan le legi ye barsaat Kareeb aa jaao Jaan le legi ye barsaat Kareeb aa jaao Door reh kar na karo baat Kareeb aa jaao Is kadar hum se jhijhakne ki Zaroorat kya hai Is kadar hum se jhijhakne ki Zaroorat kya hai Zindagi bhar ka hai ab saath Kareeb aa jaao Zindagi bhar ka hai ab saath Kareeb aa jaao Yaad reh jaayegi ye raat Kareeb aa jaao Door reh kar na karo baat Kareeb aa jaao
Song details
- Singer: Mohammed Rafi
- Film / album: Amaanat (1970)
- Composer: Ravi
- Lyricist: Sahir Ludhianvi
Song video
cast: Manoj Kumar, Sadhna, Balraj Sahani, Mahmood, Shashikala
language: Hindi