Roman script

zulf mahkegi gardish me jam aayega

zulf mahkegi gardish me jam aayega

aaj mujhko baharo ka salam aayega

aaj mujhko baharo ka salam aayega

aaj mujhko baharo ka salam aayega zulf mahkegi 

zulf mahkegi gardish me jam aayega

aaj mujhko baharo ka salam aayega

aaj mujhko baharo ka salam aayega

rat aayi hai yu jagmagayi hui

julf chandan ke ras me nahai hui

rat aayi hai yu jagmagayi hui

dekhna ban ke kate chubhe na kahi

wo kali jo ke hai chot khai hui 

ik naye rang me ik naye rang me intkam aayega

aaj mujhko baharo ka salam aayega

aaj mujhko baharo ka salam aayega zulf mahkegi 

subah aaye na aaye hame gum nahi

rat bhar ki ye fursat koi kam nahi

subah aaye na aaye hame gum nahi

jo andhere luta kar ujala kare

roshni se ye kahdo ke wo hum nahi 

mit gaye to mit gaye to shahido me nam aayega

aaj mujhko baharo ka salam aayega

aaj mujhko baharo ka salam aayega

aaj mujhko baharo ka salam aayega

aaj mujhko baharo ka salam aayega

Explore this song