Roman script

zulf lahrai to

zulf lahrai to

sawan ka mahina aa gaya

zulf lahrai to

aasma par haye 

aasma par badalo ko pasin aa gaya

haye zulf lahrai to zulf lahrai to 

sawan ka mahina aa gaya

zulf lahrai to

mai kya janu, rang badalna

pi ke bahakna, jhumke chalna

yaro ne aankho se pilai

banke pawan, mai bhi lahrai

yaro ne aankho se pilai

banke pawan, mai bhi lahrai

mujhko bhi peena aa gaya

zulf lahrai to, zulf lahrai to 

sawan ka mahina aa gaya

zulf lahrai to

Explore this song