Roman script

zulm leke aaya sitam leke aaya

mohabbat ka zaalim zamana haan

zulm leke aaya sitam leke aaya

mohabbat ka zaalim zamana

hame kya khabar thi mohabbat hai kya

nighaho ki rangeen shararat hai kya

hame kya khabar thi mohabbat hai kya

nighaho ki rangeen shararat hai kya

magar chot khake hi dil ne kaha

samajh mein ab aaya qayamat hai kya

zulm leke aaya sitam leke aaya

mohabbat ka zaalim zamana haan

zulm leke aaya sitam leke aaya

mohabbat ka zaalim zamana

bada ajeeb ladakpan ka wo zamana tha

ye biljliyo se pare mera aashiyana tha

shabab aate hi wo gul khile meri tauba

karaar dil se to seene se dil rawana tha

zulm leke aaya sitam leke aaya

mohabbat ka zaalim zamana haye

zulm leke aaya sitam leke aaya

mohabbat ka zaalim zamana

kahan ab zamane ko aaram de

ke baithe hain din raat dil thaam ke

kahan ab zamane ko aaram de

ke baithen hain din raat dil thaam ke

laga baithe tab se ye bimariya

huye jabse aashiq tere naam ke

zulm leke aaya sitam leke aaya

mohabbat ka zaalim zamana haan

zulm leke aaya sitam leke aaya

mohabbat ka zaalim zamana

Explore this song