Roman script

hum jawaan khun ki garmi se garmi se ya besharmi se

hum jawaan khun ki garmi se garmi se ya besharmi se

jo thaan liya kar jaayenge ab jit ke hi ghar jaayenge

jo thaan liya kar jaayenge ab jit ke hi ghar jaayenge

chal zor lagake haisha chal kadam badha ke haisha

chal zor lagake haisha chal kadam badha ke haisha

irado mein hai dum hawa ke hum kadam

aazaadiyon ki kya hade na hausalon ki hai sarhade

hum parvaton ko chir de hum aandhiyo naa raah de

ho ishq ya jung zamaane se donon mein jit zaruri hai

duniya ke apne laalach hai dil ki apni majburi hai

ye baat bata ke jaayenge hum khwaab saja ke jaayenge

ye baat bata ke jaayenge hum khwaab saja ke jaayenge

chal zor laga ke haisha chal kadam badha ke haisha

chal zor laga ke haisha chal kadam badha ke haisha

irado mein hai dum hawa ke hum kadam

kya duriyan, kya faasle bekhauf se yunhi chalte chale

ye jaanti hai manzile tufan hai kahi pairo tale

de re na de re na de re na

hum khushiyo ke hai saudagar sabke aansu pi jaate hain

jab jag samjhe bejaan hame hum hanste hai, ji jaate hai

ye aadat bohat puraani hai hum hindi hundustani hai

ye aadat bohat puraani hai hum hindi hundustani hai

chal zor laga ke haisha jhanda fehra ke haisha

chal zor lagaake haisha sab saath mein ja ke haisha

chal pyaar jataa ke haisha jan gan man gaa ke haisha

iraado mein hai dum hawa ke hum kadam

Explore this song