Roman script

now you can do it like this

take it to the level, you can do it like that

shake it to the right, all my ladies and 

my man and my mans and my ladies 

zor ka jhatka haye joro se laga ha laga

shadi ban gayi umar kaid ki saza ha saza

zor ka jhatka haye joro se laga ha laga

shadi ban gayi umar kaid ki saza ha saza

dil me hai udhasi jaan ki pyasi

shaadi se achcha tum le lo fansi

lakho dukho ki hoti hai ye wajah haan wajah

zor ka jhatka haye joro se laga ha laga

shadi ban gayi umar kaid ki saza ha saza

jiski shadi par jana usko itna samjhana

jiski shadi par jana usko itna samjhana

na kar shado ye barbadi phir na pachtana

jiski shadi par jana usko itna samjhana

na kar shado ye barbadi phir na pachtana

ha moka hai pagle shadi se bach le

samjha le dil tu shadi se bach le

shadi ke mandap se tu khud ko baga ha baga

zor ka jhatka haye joro se laga ha laga

sabse pehle shadi thi yaro jahan me jisne ki

usko dundho pakdo pito galti usne ki

sabse pehle shadi thi yaro jahan me jisne ki

usko dundho pakdo pito galti usne ki

vo tha sadayi ban ke kasai

usne to sabki lutiya dubayi

pani mile na maro aisi jagah ha jagah

zor ka jhatka haye joro se laga ha laga

shadi ban gayi umar kaid ki saza ha saza

zor ka jhatka haye joro se laga ha laga

shadi ban gayi umar kaid ki saza ha saza

zor ka jhatka haye joro se laga ha laga

Explore this song