Roman script

zindagi ki uljhano ko bhul kar aaj masti me gujaro rat bhar

subah jab hogi to dekha jayega ho dekha jayega

aaj saki bhi hai or mahfil bhi hai

aaj saki bhi hai or mahfil bhi hai

aaj nagma bghi hai saze dil bhi hai

aaj nagma bghi hai saze dil bhi hai

zindagi me bekhudi bhi shamil hai

rat aayi aisi laut kar aaj masti me gujaro rat bhar

subah jab hogi to dekha jayega ho dekha jayega

subah jab hogi to dekha jayega ho dekha jayega

zindagi ki uljhano ko bhul kar aaj masti me gujaro rat bhar

subah jab hogi to dekha jayega ho dekha jayega

subah jab hogi to dekha jayega ho dekha jayega

aaj dil ka rang bhi mastana hai

aaj dil ka rang bhi mastana hai

chhalka chhalka hosh ka paymana hai

chhalka chhalka hosh ka paymana hai

har hakikat aaj ek fasana hai

muskurakar dil ki har ek chot par

aaj masti me gujaro rat bhar

subah jab hogi to dekha jayega ho dekha jayega

subah jab hogi to dekha jayega ho dekha jayega

zindagi ki uljhano ko bhul kar aaj masti me gujaro rat bhar

subah jab hogi to dekha jayega ho dekha jayega

subah jab hogi to dekha jayega ho dekha jayega

jeet lo ulfat ki bazi har ke jeet lo ulfat ki bazi har ke

hai maje inkar me ikarar ke hai maje inkar me ikarar ke

jhum lo dam bhar nashe me pyar ke

har game dunia se hoke bekhabar

aaj masti me gujaro rat bhar

subah jab hogi to dekha jayega ho dekha jayega

subah jab hogi to dekha jayega ho dekha jayega

zindagi ki uljhano ko bhul kar aaj masti me gujaro rat bhar

subah jab hogi to dekha jayega ho dekha jayega

subah jab hogi to dekha jayega ho dekha jayega

Explore this song