Roman script

zindagi ne pukara chale aye ham 
zindagi ne pukara chale aye ham
zindagi ne pukara chale aye ham 
maut awaz degi chale jayenge
jindagi ham jiyenge magar is tarah 
marke bhi jine walo ko yad ayenge
zindagi ne pukara chale aye ham 
maut awaz degi chale jayenge
jindagi ham jiyenge magar is 
tarah marke bhi jine walo ko yad ayenge
zindagi ne pukara chale aye ham
zindagi se mohabbat hame kam nahi 
maut ayi to hamko koi gum nahi
zindagi se mohabbat hame kam nahi 
maut ayi to hamko koi gum nahi
zindagi ne pukara chale aye ham 
maut awaz degi chale jayenge
jindagi ham jiyenge magar is tarah 
marke bhi jine walo ko yad ayenge
har ghadi pyar me ahe bharte rahe 
ham wafa bewafa se bhi darte rahe
har ghadi pyar me ahe bharte rahe 
ham wafa bewafa se bhi darte rahe 
ishk me ham na lagaye hai dil daw pe
jan bhi jayegi to na pachatayenge 
jindagi ham jiyenge magar is tarah
marke bhi jine walo ko yad ayenge 
zindagi ne pukara chale aye ham
ek pal dard hai ek pal hai khushi in 
andhero me hi hai chupi roshni
ek pal dard hai ek pal hai khushi in 
andhero me hi hai chupi roshni
in andhero me hi hai chupi roshni 
roke jina to ata hai sabko magar 
akhiri sans tak ham to muskayenge 
jindagi ham jiyenge magar is tarah
marke bhi jine walo ko yad ayenge 
zindagi ne pukara chale aye ham

Song details

Song video

Watch on YouTube

lyricist: Sameer, Indeevar