Roman script

zindagi me to sabhi pyar kiya karte hai

zindagi me to sabhi pyar kiya karte hai

mai to mar kar bhi

mai to mar kar bhi meri jaan tujhe chahunga

zindagi me to sabhi pyar kiya karte hai

zindagi me to sabhi pyar kiya karte hai

tu mila hai to ye ahsas hua hai mujhko

ye meri umar mohabbat ke liye thodi hai

ek jara sa gum-e-daura ka bhi haq hai jis par

ek jara sa gum-e-daura ka bhi haq hai jis par

maine wo saans bhi tere liye rakh chodi hai

tujhpe ho jaunga

tujhpe ho jaunga kurban tujhe chahunga

mai to mar kar bhi

mai to mar kar bhi meri jaan tujhe chahunga

zindagi me to sabhi pyar kiya karte hai

zindagi me to sabhi pyar kiya karte hai

teri har chhap se jalte hai khyaalo me chirag

jab bhi tu aaye jagata hua jadu aaye

tujhko chhu lu to fir ae jane tamanna mujhko

tujhko chhu lu to fir ae jane tamanna mujhko

der tak apne badan se teri khusbu aaye

tu baharo ka hai

tu baharo ka hai unwaan tujhe chahunga

mai to mar kar bhi

mai to mar kar bhi meri jaan tujhe chahunga

zindagi me to sabhi pyar kiya karte hai

zindagi me to sabhi pyar kiya karte hai

Explore this song