Roman script

zindagi kya baat hai, zindagi kya baat hai

zindagi khola samandar jisme doobi kashtiya

zindagi veeraan banjar jisse uth gayi bastiya

jisko kehte ho janam voh maut ki shuruaat hai

zindagi kya baat hai, zindagi kya baat hai

zindagi kya baat hai, zindagi kya baat hai 

itna na maayus ban tu kar zara zinda dili

kyu nahi dikhti tu hai voh khopr par khilti kali

jisko kehte ho andhera din ki voh shuruaat hai

zindagi kya baat hai, zindagi kya baat hai 

zindagi kya baat hai, zindagi kya baat hai 

lyrics typed by: neha gupta

Explore this song