Roman script

bin boye khet si ye kyun rakhe 
muthi me ret si ye kyun rakhe 
bin boye khet si ye kyun rakhe 
muthi me ret si ye kyun rakhe 
hai mujhko usse jaruri koi kaam 
puchho to usko kya hai program 
are zindgi ko phone to laga 
uske liye ek peg bana 
uske liye ek peg bana 
uske liye ek peg bana 
uske liye ek peg bana 
uske liye ek peg bana 
uske liye ek peg bana 
rup hai surur hai ek hasin shaam hai 
jaisi bhi hai zindgi tujhe mera salam hai 
haar jeet zindgi khel si hai zindgi 
daudti hai yaar saali rel si hai zindgi 
pine ka wasul hai ki pina or tul hai 
apna bhi wasul hai ki jine or tul hai 
pine ka wasul hai ki pina or tul hai 
apna bhi wasul hai ki jine or tul hai 
dar jayega ki ye botal badi ho 
test chahe jaisa ho par lebal badi ho 
din to bas pasina hai shaam hi ko jina hai 
din to bas pasina hai shaam hi ko jina hai 
ek khushi ko phone to laga
are yaar zindgi ko ek phone to laga 
are zindgi ko phone to laga 
uske liye ek peg bana 
uske liye ek peg bana 
uske liye ek peg bana
are zindgi ko phone to laga 
uske liye ek peg bana 
uske liye ek peg bana 
uske liye ek peg bana
raste na manzilen hum to bas nikal pade 
badilon ki kafile hai chal pade to chal pade 
jiska dil sambhal gaya wo fakir ban gaya 
dard jisne gaa liya wo kabir ban gaya 
zindgi chale to chitrhar si bane 
yaar doston ki udhar si chale 
sapne aasmaan ki zahaz ho gaye 
teri india ke mahraaj ho gaye 
jisme thoda pyar ho mausme bahar ho 
jisme thoda pyar ho mausme bahar ho 
us sadi ko phone to laga 
ja zara to zindgi ko phone to laga 
are zindgi ko phone to laga 
uske liye ek peg bana 
uske liye ek peg bana 
uske liye ek peg bana
are zindgi ko phone to laga 
uske liye ek peg bana 
uske liye ek peg bana 
uske liye ek peg bana

Song details

Song video

Watch on YouTube