Roman script

zindagi ke suhane hasin mod par

zindagi ke suhane hasin mod par

kaun ye mil gaya kaun ye mila gaya mera dil khil gaya 

chalte chalte kadam aaj rukne lage 

chalte chalte kadam aaj rukne lage 

mujhko aisa laga mujhko aisa laga humsafar mil gaya 

itni jaldi to rishte ye bante nhi 

itni jaldi jaldi rishte badalte nhi tumne socha kabhi 

jo bhi milte hai milke bichadte bhi hain 

dil ke gulshan jahan mein ujadte bhi hain

yaar bichade to jeene se kya faiyeda 

yaar bichade to jeene se kya faiyeda 

aisa lagta hai toofaan mein saahil gaya

hum to ek jaan tha ek armaan the

pyaar mein ek duje ki pehchaan the fir ye kya ho gaya 

waqt ke saath pehchaan kho jaati hai fir 

nayi ik shuruat ho jaati hai ye wahi ho gaya 

tum bhi azaad ho main bhi azaad hun 

tum bhi azaad ho main bhi azaad hun 

jo sila humko milna tha wo mil gaya wo sila mil gaya 

zindagi ke suhane hasin mod par

kaun ye mil gaya kaun ye mila gaya mera dil khil gaya

chalte chalte kadam aaj rukne lage 

mujhko aisa laga mujhko aisa laga humsafar mil gaya

Explore this song