Roman script

zindagi ka aasra jata raha

zindagi ka aasra jata raha

wo gaye sara jahan jata raha

wo gaye sara jahan jata raha

zindagi ka aasra jata raha

do dilo ko kar diya tune juda

do dilo ko kar diya tune juda

wo zamane tere hath aaya hai kya

wo zamane tere hath aaya hai kya

aaya hai kya

dil se ab ye bhi gila jata raha

dil se ab ye bhi gila jata raha

zindagi ka aasra jata raha

hum to duniya me akele rah gaye

hum to duniya me akele rah gaye

haye bas ashqo ke mele rah gaye

haye bas ashqo ke mele rah gaye

rah gaye

kya bataye humse kya jata raha

kya bataye humse kya jata raha

zindagi ka aasra jata raha

Explore this song