Roman script

zindagi kaa saaz bhi kyaa saaz hai

baj rahaa hai aur beaawaaz hai

koi nagamaa hai na koi saaz hai

koi nagamaa hai na koi saaz hai

ek teri aur ek meri aawaaz hai

ek teri aur ek meri aawaaz hai

zindagi kaa saaz bhi kyaa saaz hai

baj rahaa hai aur beaawaaz hai

lay na tute zindagi ke saaz ki 

lay na tute zindagi ke saaz ki 

zindagi aawaaz hi aawaaz hai

zindagi aawaaz hi aawaaz hai

zindagi kaa saaz bhi kyaa saaz hai

baj rahaa hai aur beaawaaz hai

baj rahaa hai aur beaawaaz hai

Explore this song