Roman script

zindagi ka haath chum lu 
ek nazar mujhe jo bekhud kare 
bekhudi ka haaht chum lu 
ek pal bas ek lamha mile 
zindagi ka haath chum lu 
ek nazar mujhe jo bekhud kare 
bekhudi ka haaht chum lu 
dil dhunde uthe chehra 
ek hansi mahtaab sa 
jiski aankeh de 
manjil ka mujhko pata 
hain ajab si halchal 
sine me o pal pal 
koi to aake ab to 
lipat jaye mere saaye se 
khushbu liye mere saanso me jiye 
bechian jo kare, meri ninde le ude 
milna hai jaruri 
chahat jo hain kar de puri 
ho kahan jane kahan 
ek baar khwabo me aakar mile 
ajnabi ka haath chum lu 
ek raat chand ban ke mile 
chandani ka haath chum lu 
jane kab kismat ye meri rang layegi 
meri aarju kya ghunt ke rah jayegi 
shard ye aahe julmi hai baahe 
chilman se koi aaye 
nikalkar ab to mere liye 
ek pal bas ek lamha mile 
zindagi ka haath chum lu 
ek pal bas ek lamha mile 
zindagi ka haath chum lu

Song details