Roman script

zindagi hai kya pyar ke bina

pyar bhi hai kya aap ke bina

zindagi hai kya pyar ke bina

pyar bhi hai kya aap ke bina

jeene ki ye umange

khushiyo ki ye tarange

in mein kya rang hoga

ajee aap ke bina

zindagi hai kya pyar ke bina

pyar bhi hai kya aap ke bina

jeene ki ye umange

khushiyo ki ye tarange

in mein kya rang hoga

ajee aap ke bina

roshan hai tere dam se

dil ka jaha mera

tu hi to hai wafa ki jalti hui shama

chaahat ne teri ye

darja hume diya

teri mohabbato ka

karte hai shukriya

jeene ki ye umange

khushiyo ki ye tarange

in mein kya rang hoga

ajee aap ke bina

zindagi hai kya pyar ke bina

aur pyar bhi hai kya aap ke bina

humko hai naaj tum par

tum par gurur hai

tute na zindagi bhar

ye jo sindur hai

saato janam ka wada

tumse kiya hai yaar

apne liye hi maanga

rab se tumhara pyar

jeene ki umange

khushiyo ki ye tarange

in mein kya rang hoga

ajee aap ke bina

zindagi hai kya pyar ke bina

pyar bhi hai kya aap ke bina

jeene ki umange

khushiyo ki ye tarange

in mein kya rang hoga

ajee aap ke bina

Explore this song