Roman script

jindagi ek banjaran jindagi tere karan 

jindagi ek banjaran jindagi tere karan 

kabhi ye hasaye kabhi ye rulaye 

kabhi aasma se jami pe giraye 

dil ke jakham sunaye kahani aankhon me aa jaye pani 

kya ho gai hai ye jindagani kya ho gai hai ye jindagani 

jindagi ek banjaran jindagi tere karan 

jindagi ek banjaran jindagi tere karan 

bagiya thi meri pyari pyari uspe giri aisi chingari 

khushiya jalkar rakh ho gai sahami hai bulbul bechari 

vakt ne ki aisi manmani o vakt ne ki aisi manmani

kya ho gai hai ye jindagani kya ho gai hai ye jindagani 

jindagi ek banjaran jindagi tere karan 

jindagi ek banjaran jindagi tere karan 

kabhi ye hasaye kabhi ye rulaye 

kabhi aasma se jami pe giraye dil ke jakham sunaye kahani 

aankhon me aa jaye pani kya ho gai hai ye jindagani 

kya ho gai hai ye jindagani 

jindagi ek banjaran jindagi tere karan 

jindagi ek banjaran jindagi tere karan 

phool mile ya kante har haal me hum muskayenge 

meri manjil mere samne makshad nahi bhulayenge

chodo yaro baat purani o chodo yaro baat purani 

sabse hansi hai ye jindagani sabse hansi hai ye jindagani 

jindagi ek banjaran jindagi tere karan 

jindagi ek banjaran jindagi tere karan 

kabhi ye hasaye kabhi ye rulaye kabhi aasma se jami pe giraye 

dil ke jakham sunaye kahani aankhon me aa jaye pani 

kya ho gai hai ye jindagani kya ho gai hai ye jindagani 

jindagi ek banjaran jindagi tere karan 

jindagi ek banjaran jindagi tere karan

Explore this song