Roman script

pile jile hasle gale mauj udale

zindagi awaz deti hai 

jine ka andaz deti hai

zindagi awaz deti hai 

jine ka andaz deti hai

zindagi sau baras ki sahi

zindagi ka bharosa 

paida hua hai tu are maut bhi ayegi

maut se darega to kya karega

pile jile hasle gale mauj udale

zindagi awaz deti hai 

jine ka andaz deti hai

aane wale pal me na jane kya ho jaye

kal ka kya bharosha kal aaye ya na aaye

jindagi awaz deti hai 

jine ka azdaj deti hai

aati jati dunia se dil ka kya lagana

dono jal jate hai kya shama kya parwana

aati jati dunia se dil ka kya lagana

dono jal jate hai kya shama kya parwana

jindagi awaz deti hai 

jine ka azdaj deti hai

paida hua hai tu are maut bhi aayegi

pile jile hasle gale mauj udale

zindagi awaz deti hai 

jine ka andaz deti hai

Explore this song