Roman script

zindagi aye zindagi dekh meri bebasi
zindagi aye zindagi dekh meri bebasi
mere har sawal ka tu jawab de 
ya to mujhe zahar de ya sharab de, tu sharab de 
zindagi aye zindagi dekh meri bebasi
aansu banke mai kabhi aankh se na bah saku 
muh se kuch na kah saku aur chhup na rah saku
itne gam na de mujhe mai na jinko sah saku 
meri khushiya kya huyi kuch hisab de 
ya to mujhe zahar de ya sharab de, tu sharab de 
zindagi aye zindagi dekh meri bebasi
apne aap se khafa kar diya nasib ne 
mujhko apno se zuda kar diya nasib ne 
har dua ko baddua kar diya nasib ne 
chhin gaye hai mujhse jo vapas wo khawab de
ya to mujhe zahar de ya sharab de, tu sharab de 
zindagi aye zindagi dekh meri bebasi
mere har sawal ka tu jawab de 
ya to mujhe zahar de ya sharab de, tu sharab de 
zindagi aye zindagi dekh meri bebasi

Song details

Song video

Watch on YouTube