Roman script

na jamaane bhar ke, na bawalo se

na jawabo se, na sawalo se

na dil ke tookde karne walo se

ab main khudse lad gayi hoon

ab main hadse baad gayi hoon

jo chahe karle jaamana

ab main zidd pe aad gayi hoon

ab main khudse lad gayi hoon

ab main hadse baad gayi hoon

jo chahe karle jamaana

ab main zidd pe aad gayi hoon

pak pak rode daale raasta

thokad deke bhage raasta

bhag ke jayega tu kahan pe

ab main pichhe baad gayi hoon

rag rag mein daude hai junoon bas

manzil se milke hai sukun bas

lakh biccha do path mein kante

ab main jarse ukhar gayi hoon

ab main teh tak gaad gayi hoon

ab main sar pe chaad gayi hoon

jo chahe karle jamaana

ab main zidd aad gayi hoon

ab main khudse lad gayi hoon

ab main hadse baad gayi hoon

jo chahe karle jamaana

ab main zidd pe aad gayi hoon

na jamane bhar ke ilzamo se

na toh aapno se, na anjano se

na har jeet ke anjamo se

ab main khudse lad gayi hoon

ab main hadse baad gayi hoon

jo chahe karle jaamana

ab main zidd pe aad gayi hoon

ab main khudse lad gayi hoon

ab main hadse baad gayi hoon

jo chahe karle jamaana

ab main zidd pe aad gayi hoon.

Explore this song