Roman script

ye hai kismat apni ki tune sun li meri iltija jana 

tumhari iltija kya hai zara jaldi se farmana 

zara thehro zara thehro abhi to raat baaki hai 

bulaya hai jo kahne ko abhi wo baat baaki hai 

abhi jo dil tumhe dena hai wo saugat baaki hai 

mujhe jana hai jane do sawera hone wala hai 

samajhte hi nahi ho tum ki kis mushkil me dala hai 

tumhari thehro thehro ne to mera dam nikala hai 

ho itne pas baithe ho tumko dil me rakh lu 

jo khwabo ne sajai usi mehfil me rakh lu 

wo aisa kya hai mujh me jo aise kho gaye tum 

hazaro me mujhi pe deewane ho gaye tum 

wo khubi kya hai sun lena abhi to raat baki hai 

bulaya hai jo kahne ko abhi wo baat baaki hai 

abhi jo dil tumhe dena hai wo saugat baaki hai 

mujhe jana hai jane do sawera hone wala hai 

samajhte hi nahi ho tum ki kis mushkil me dala hai 

tum itna rokte ho ruk jate hai ye lo 

tumhari zid ke aage jhuk jate hai ye lo 

hamara rakh liya dil tumhari maharbani 

hamari uamr lekar jiyo tum yaar jaani 

ye sab na dekh le duniya sawera hone wala hai 

zara thehro zara thehro abhi to raat baaki hai 

bulaya hai jo kahne ko abhi wo baat baaki hai 

abhi jo dil tumhe dena hai wo saugat baaki hai 

mujhe jana hai jane do sawera hone wala hai 

samajhte hi nahi ho tum ki kis mushkil me dala hai 

tumhari thehro thehro ne to mera dam nikala hai

Explore this song