Roman script

Zara si mehndi laga do !

Jo rang hi naa chadha toh

Tum ek nazar dekh lena

Jo main naa dekhu toh

Toh hawayein ghut ke mar jayengi

Aur ?

Toh dariyaao’n ke dil sookh jayenge

Aur ?

Bhainse chara chara khana band kar degi

Hand pump mein paani aana band ho jayega

Chid chidi taai hansne lagengi

Aur

Gulzari patla ho jayega!

Explore this song