Roman script

zara si mehndi laga do

jo rang hi naa chadha to

tum ek nazar dekh lena

jo main naa dekhu to

to hawayein ghut ke mar jayengi

aur 

to dariyaao ke dil sukh jayenge

aur 

bhainse chara khana band kar degi

handpump mein paani aana band ho jayega

chid chidi taai hasne lagengi

aur gulzari patla ho jayega

Explore this song