Roman script

zara sa jhoom lu mai are na re are naa re na 
zara sa gum lu mai  are na re baba na
aa tujhe chum lu mai are na re baba na 
mai chali banke hawa rabba mere mainu bacha 
zara sa jhoom lu mai
zara sa gum lu mai  are na re baba na  
aa tujhe chum lu mai are na re baba na 
rabba mere meinu bacha 
mai chali banke hawa rabba mere mainu bacha 
jism damkta jadu jadu 
julf ghaneri khushbu khushbu 
sans tumhari mehki mehki 
nazre tumhari behki behki 
tumhara badan hai jaise chaman
hosh uda de ye nazre 
toba tumhare ye ishare 
hum to diwane hai tumhare 
ho raj ye kaise bol rahi ho 
tum aankho se bol rahi ho 
jadu aate hai tumko saare 
toba tumhare ye ishare 
hum to diwane hai tumhare

Song details

Song video

Watch on YouTube