Roman script

halka halka suroor hai

aankho mein kuch fitoor hai

yaara tera sath chahiye

lamha lamha jagke

jee le mere saath mein

ek mukm’mal raat chahiye

lyricsbogie.com

ye jo suroor vase hai

yehi chahto ki fasal hai

chalak raha hai pyar se ye dil bhara bhara

zara zara zara zara

qareeb aa zara zara

zara zara zara zara

qareeb aa…

main sooraj hoon dhoop ka

tu saaye ki jheel hai

khudme mujhe utar le

main tera hee wajood hoon

tujme main maujud hoon

saath mujhe tu gujar le

aaja meri baaho mein

bhar loo tujko saanso mein

zindagi main bana loon tujhe

ye jo suroor vase hai

yehi chahto ki fasal hai

chalak raha hai pyar se ye dil bhara bhara

zara zara zara zara

qareeb aa zara zara

zara zara zara zara

qareeb aa…

Explore this song