Roman script

zara bachke chalna zara hatke chalna 

ye shahi khtara chala aa raha hai zara bachke chalna 

zara hatke chalna ye shahi khtara chala aa raha hai

lagi hai bhukh hamko baje hai pone bara

ye aalu bukhara lo ab aa raha hai

kya baat hai lagi hai bhukh hamko 

o rang birangi nirali chidiyo

tumhare vaste mai laya dana pani

na fad fadao yaha to aao na rakho apne dil 

me koi badgumani aha oho aa ha ha ha 

dekho ji dil na todo ye chhed chhad chodo

tumhare ruthne se maja ja raha hai

lagi hai bhukh hamko baje hai pone bara

ye aalu bukhara lo ab aa raha hai

zara hatke chalna 

hume banaya hume sataya nibhegi khak jo 

hamesha let aaya o meri maina tera kya kahna

ke gusse me shvab or muskuraya aha oho aa ha ha ha 

utha hai tera faska kya beja tera khaska

jo khamkha ki bak bak kiye ja raha hai

zara bachke chalna zara hatke chalna 

ye shahi khtara chala aa raha hai

lagi hai bhukh hamko 

o dil ke kale khtare vale

yakin kaise tujhpe ye aaye baata de

le khana kha le le pani pi le

kasam hai meri ab jara to muskurade aha oho aa ha ha ha 

karega fir jo tigdam to hoga kam bigdam

abhi to maf tujhko kiya ja raha hai

zara bachke chalna zara hatke chalna 

ye shahi khtara chala aa raha hai zara bachke chalna

Explore this song