Roman script

janjir ne karwat li

daaman ne li angdaai

shaayad ke, shaayad ke bahaar aai

shaayad ke bahaar aai

shaayad ke bahaar aai

shaayad ke bahaar aai

diwana hun main beshak

diwana magar kiska

puchhe to, puchhe to koi unse

ye kiski hai ruswaai

puchhe to koi unse

ye kiski hai ruswaai

shaayad ke bahaar aai

shaayad ke bahaar aai

mumkin jo nahi tera

duniya me hume milna

mehshar me hi, mehshar me hi mil lenge

tujhse tere shahdaai

meshar me hi mil lenge

tujhse tere shahdaai

shaayad ke bahaar aai

shaayad ke bahaar aai

Explore this song