Roman script

diwaano tum

diwaano tum dil ki maano

dil ki baato ko pahchaano

duniya bhar ko paagal jaano, ok

dil ka badla dil hai yaaro

dil ko jeeto, dil ko haaro

pyaase dil ko yun na maaro, ok

zangadiya zandiya gadiya zu

zangadiya zandiya gadiya zu

zangadiya zandiya gadiya zu

zangadiya zandiya gadiya zu

diwaano tum

diwaano tum dil ki maano

dil ki baato ko pahchaano

duniya bhar ko paagal jaano, ok

dil ka badla dil hai yaaro

dil ko jeeto, dil ko haaro

pyaase dil ko yun na maaro, ok

ok, ok, ko

ye jaagi raate, raate, ye mulakaten

roz nahi hoti, hoti, pyaar bhari baate

pyaar do, pyaar lo, yahi hai umar

diwaano tum, haay

diwaano tum dil ki maano

dil ki baato ko pahchaano

duniya bhar ko paagal jaano, ok

dil ka badla dil hai yaaro

dil ko jeeto, dil ko haaro

pyaase dil ko yun na maaro, ok

gaal hai gulaabi, haay

chaal hai sharaabi, haay

hum ko cbhura lo, kya hai kharabi

gaal hai gulaabi, haay

chaal hai sharaabi, haay

hum ko cbhura lo, kya hai kharabi

fir nahi paaoge aisa humsafar

diwaano tum dil ki maano

dil ki baato ko pahchaano

duniya bhar ko paagal jaano, ok

dil ka badla dil hai yaaro

dil ko jeeto, dil ko haaro

pyaase dil ko yun na maaro, ok

yaar bina dil ki, dil ki

pyaas nahi bujhti 

peene se koi, koi

aas nahi bujhti

husn ke saamne sab hai beasar

diwaano tum, haay

diwaano tum dil ki maano

dil ki baato ko pahchaano

duniya bhar ko paagal jaano, ok

dil ka badla dil hai yaaro

dil ko jeeto, dil ko haaro

pyaase dil ko yun na maaro, ok

zangadiya zandiya gadiya zu

zangadiya zandiya gadiya zu

zangadiya zandiya gadiya zu

zangadiya zandiya gadiya zu

Explore this song