Roman script

zami hans rahi hai falak ro raha hai 

mohabbat pe ye kya sitam ho raha hai

tune zamane ye kya kar diya, lau se diye ko juda kar diya

thukraya tune agar aasma jayenge phir ye sitare kaha

kya hai zaalim sansar tera paane ko pyar 

main to takdir se bhi laduga sanam

dil tod ke tu gayi chhod  ke 

to bata phir main kaise jiyunga sanam

kya jaane tu kitni tuti hu main 

tujhse nahi khud se ruthi hu main

tune zamane ye kya kar diya, lau se diye ko juda kar diya

naa to teri khata, naa meri khata 

do dilo me padi duriya hai sanam

kuchh hai teri aur kuchh hai meri 

ham dono ki majburiya hai sanam

sagar se jaise kinare juda, hamse huye hai hamare juda

tune zamane ye kya kar diya, lau se diye ko juda kar diya

thukraya tune agar aasma jayenge phir ye sitare kaha

tune zamane ye kya kar diya, lau se diye ko juda kar diya

Explore this song