Roman script

zami ka phul ho ya hur aasma ki ho

la l l la l la

la l l la l la

la l l la l la

la l l la l la

zami ka phul ho ya hur aasma ki ho

zami ka phul ho ya hur aasma ki ho

main sochta hu ke tum kaun ho, kahan ki ho

zami ka phul ho ya hur aasma ki ho

zami ka phul ho

ye jism geet hai, khushbu hai ya hai dip jala

ye julf raat hai, baadal hai ya hai koi bala

ye aankhe jaadu hai, jhile hai ya ke paimana

ye chehre khaab hai, sach hai ya koi afsana

wo desh kitna hasi hoga, jaha ki tum ho

main sochta hu ke tum kaun ho, kahan ki ho

zami ka phul ho

tumhare lahje me shishe khanakte hai jaise

tumhare chhune se patthar pighalte hai jaise

kiran se futti hai, tum jo muskurati ho

nazare gaate hai, tum jo najar uthati ho

yaha ki ho ya kisi aur kahkasha ki ho

main sochta hu ke tum kaun ho, kahan ki ho

zami ka phul ho ya hur aasma ki ho

main sochta hu ke tum kaun ho, kahan ki ho

zami ka phul ho

la l l la l la

la l l la l la

Explore this song