Roman script

thi aabad jinse chaman ki gali

thi aabad jinse chaman ki gali

wo lekar gaye khawab ki har kali

mile khakh me gulsita kaise kaise 

zamane ne mare jawa kaise kaise

zami kha gayi aasma kaise kaise

zamane ne mare jawa kaise kaise

lahu banke bahne de aansu tamam

ke hoga inhi se baharo ka naam

banege abhi aashiya kaise kaise

zamane ne mare jawa kaise kaise

zami kha gayi aasma kaise kaise

zamane ne mare jawa kaise kaise

Explore this song