Roman script

zamane ne hamara nam jo badnam karte hai

wo aakhir kyu chale aate

wo aakhir kyu chale aate hai in badnam galiyo me

zamane ne hamara nam jo badnam karte hai

husn ka bazar inko kyu samjhta hai jaha

husn ka bazar inko kyu samjhta hai jaha

hum mohabbat se dilo ke jakham bharte hai yaha

sahar ki har gali me rang bikhre bewafai ke

wafa to jhuk ke jeeti hai inhi benam galiyo me

jamane me hamara nam jo badnam karte hai

ye jo mahfil hai jaha koi kisi se kam nahi

ye wo galiya hai jaha dunia ka koi gum nahi

kabhi dil tut jate hai jo unse shish mahlo me

wahi dil jod jate hai yaha gumnam galio me

jamane me hamara nam jo badnam karte hai

jamane me hamara nam jo badnam karte hai

Explore this song