Roman script

zamane ki bate zamana hi jane

mohabbat ke jalwe lutane ke din hai

mohabbat ke jalwe lutane ke din hai

din hai lutane ke din hai

ji din hai lutane ke din hai

jo hoga wo hoga salamat raho tum

jo hoga wo hoga salamat raho tum

khuda ki kasam muskurane ke din hai

khuda ki kasam muskurane ke din hai

din hai lutane ke din hai

aji din hai lutane ke din hai

jo hoga wo hoga salamat raho tum

ye raat kya hai tumhari najar ka kajal hai

aji kajal hai

ye chand kya hai tumhari hasin payal hai

aji payal hai payal hai

ye kehkasha bhi tumhara hi sokh aachal hi

ye falak kya hai tumhara hi ujla saya hai

saya hai aji haan saya hai

khuda tumko rakhe hai jab tak ye aalam

khuda tumko rakhe hai jab tak ye aalam

tumhare to mauje manane ke din hai

tumhare to mauje manane ke din hai

din hai lutane ke din hai

ji din hai lutane ke din hai

jo hoga wo hoga salamat raho tum

husn ka naaz ho tum ek andaz ho tum

ishk ka raaz ho tum dil ki aawaz ho tum

dil ki aawaz ishk ka raaz ek andaz husn ka naaz 

husn ka naaz ho tum ek andaz ho tum

tumpe kurban kare dil to kya jaan kare

tumpe kurban kare dil to kya jaan kare

dil to kya jan kare dil to kya jaan kare

aji dil to kya jaan kare

tumhare hi dam se hai sari bahare

tumhare hi dam se hai sari bahare

tumhare abhi gul khilane ke din hai

tumhare abhi gul khilane ke din hai

din hai lutane ke din hai

aji din hai lutane ke din hai

jamane ki bate zamana hi jane

zamane ki bate zamana hi jane

Explore this song