Roman script

zamane kr darr se na damen na chudana 

jahan tak hai mumkin mohabbat nibhana 

ye zahar bhi to mohabbat me pi le 

magar uff na kar apne hotho ko sile 

hotho ko sile 

khushi se ek har gam ko dil pe uthana 

jahan tak hai mumkin mohabbat nibhana 

mohabbat nibhana 

mohabbat ke gulshan me kaate bhi chun le 

tu hss kar zamaane ki har ek baat sun le 

har ek baat sun le 

na darr pyar me kya kahega zamaana 

jahan tak hai mumkin mohabbat nibhana 

mohabbat nibhana 

tadap ke tadap me sukh bhi milega 

kabhi to chaman ka ye dil ka khilega 

kabhi to khilega 

hume zindagi se kyo na cheda na jana 

jahan tak hai mumkin mohabbat nibhana 

mohabbat nibhana

Explore this song