Roman script

jamana chahe tadpaye, jamana chahe thukra de 

jamana chahe tadpaye, jamana chahe thukra de 

ye vada hain ki pure honge, mere pyar ke vade 

ae shamma mat baha aansu 

ae shamma mat baha aansu, abhi parvana baki hain 

ae shamma mat baha aansu, abhi parvana baki hain 

mere mahbub

tumhara chahne vala, abhi divana baki hain 

aaj bhi sath hain, chahat ka wo ek ek lamha 

ham juda hoke bhi, dildar nahi hain tanha 

na tuta hain na tutega, hamare pyar ka sapna 

na tuta hain na tutega, hamare pyar ka sapna 

paro pe leke ud jayenge, ek din aashiya apna 

bala se baag ujda hain 

bala se baag ujda hain, abhi birana baki hain 

bala se baag ujda hain, abhi birana baki hain 

mere mahbub

tumhara chahne vala, abhi divana baki hain

Explore this song