Roman script

ho jhum ke naachu to dil takraate hai

dil takraate hai log mar jaate hai

jhum ke naachu to dil takraate hai

dil takraate hai log mar jaate hai

aag lagti hai, shor uthta hai

aag lagti hai, shor uthta hai

aate hi mere aa jata hai

aa jata hai zalzala, aa jata hai zalzala

zal zal zal zal zalzala

aa jata hai zalzala

kanishka karishma priyeshka triyeshka baalu

kanishka priyeshka triyeshka

kanishka priyeshka baalu

koi jo chhu le to, udhti hai chingaari

mushkil ho fir bachna fir jeena ho bhari

koi jo chhu le to, udhti hai chingaari

mushkil ho fir bachna fir jeena ho bhari

aankho hi aankho ki baato hi baato me

uthta hai tufaan kya

aa jata hai zalzala, aa jata hai zalzala

zal zal zal zal zalzala

aa jata hai zalzala

kanishka karishma priyeshka triyeshka baalu

kaise din dekhe hai, kya kya gum jhele hai

main unse khelungi jo dil se khele hai

kaise din dekhe hai, kya kya gum jhele hai

main unse khelungi jo dil se khele hai

inko batana hai dil ke satane ka hota hai

anjaam kya

aa jata hai zalzala, aa jata hai zalzala

zal zal zal zal zalzala

aa jata hai zalzala

jhum ke naachu to dil takraate hai

dil takraate hai log mar jaate hai

jhum ke naachu to dil takraate hai

dil takraate hai log mar jaate hai

aag lagti hai, shor uthta hai

aag lagti hai, shor uthta hai

aate hi mere aa jata hai

aa jata hai zalzala, aa jata hai zalzala

aa jata hai zalzala, aa jata hai zalzala

zal zal zal zal zalzala

aa jata hai zalzala

o aa jata hai zalzala, aa jata hai zalzala

aa jata hai zalzala

Explore this song