Roman script

jalim jalim jalim 

jalim julm na kar abhi sambhal ja 

neki me dhal ja jindagi hai kam 

jalim julm na kar abhi sambhal ja

neki me dhal ja jindagi hai kam

pyar ki samma jara dil me jala le

aayega jine ka maja

pyar ki samma jara dil me jala le

aayega jine ka maja

gairo ko bhi tu apna bana le

payega jine ka maja

jalim julm na kar abhi sambhal ja

neki me dhal ja jindagi hai kam

aaj tera hai kal mera jamana

dhoop chaanv yaha

aaj ter hai kal mera jamana

dhoop chaanv yaha

kaun raha hai sada kaun rahega

ye to samjh nadan

jalim julm na kar abhi sambhal ja

neki me dhal ja jindagi hai kam

ye jahan ek jhumta ghulshan

phul khila le chahe tu

ye jahan ek jhumta ghulshan

phul khila le chahe tu

acha bura sab hath hai tere

khoon baha le chahe tu

jalim julm na kar abhi sambhal ja

neki me dhal ja jindagi hai kam

jalim

Explore this song