Roman script

zabaan na kholna ji kuchh na bolna

na tum kaho na ham kahe koi fasana 

zabaan na kholna ji kuchh na bolna

na tum kaho na ham kahe koi fasana 

zabaan na kholna

wafa ka dushman hai jindgi ka 

jo muskurao to aag bhar de 

dikhao kisko ye sidha rasta

wahi jal ke khak kar de

zabaan na kholna ji kuchh na bolna

na tum kaho na ham kahe koi fasana 

zabaan na kholna

aakash mein andhera hai raat bhar ka 

subah bhi hogi ye jante hai 

jafa ke pahlu mein muskurake

wafa hogi ye mante hai 

zabaan na kholna ji kuchh na bolna

na tum kaho na ham kahe koi fasana 

zabaan na kholna

jo aaj ?? bajke wo kal jami ko karega sajda

uthega ek din yakin hai dil ko 

jaha ki aankho se kala parda

zabaan na kholna ji kuchh na bolna

na tum kaho na ham kahe koi fasana 

zabaan na kholna ji kuchh na bolna

na tum kaho na ham kahe koi fasana 

zabaan na kholna

Explore this song