Roman script

zaat pat teri zaat kya hai meri zaat kya hai

teri meri meri teri zaat kya hai

ha meri zaat kya hai

samjh ka hai pher or bat kya hai

samjh ka hai ha re bhai samjh ka hai

pher or bat kya hai

teri zaat kya hai meri zaat kya hai

bade bade logo ne choti si bat na jani

bade bade logo ne choti si bat na jani

ganga ka ho ya kuwe ka pani to hai pani

bade bade logo ne choti si bat na jani

ganga ka ho ya kuwe ka pani to hai pani

wah ri duniya diwani

jhagda jaha me din rat kaya hai

jhagda jaha me din rat kaya hai

teri zaat kya hai meri zaat kya hai

chote admi ka chota kahe ko hai nam

chote admi ka chota kahe ko hai nam

bade admi ke hote hai kya char panv char panv

chote admi ka chota kahe ko hai nam

bade admi ke hote hai kya char panv

bada sheher chota gaw chota ganv

ye bhedbhaw chutchat kya hai

ye bhedbhaw chutchat kya hai

teri zaat kya hai meri zaat kya hai

jisne jaise ghar me jaise kul me jaise janm paya

jisne jaise ghar me jaise kul me jaise janm paya

waisa nam waisa kam waisa dharam paya

jisne jaise ghar me jaise kul me jaise janm paya

waisa nam waisa kam waisa dharam paya

ma ye tune hi sikhaya

marji prabhu ki apne hath kya hai

marji prabhu ki apne hath kya hai

teri zaat kya hai meri zaat kya hai teri meri meri teri

meri meri meri teri

Explore this song