Roman script

yu to mohabbat ka, dushman zamana hai

phir bhi jawani me, dil to lagana hai ha

ha yu to mohabbat ka, dushman zamana hai

phir bhi jawani me, dil to lagana hai ha

ha dil hai to dhadkega, shola to bhadkega

shama jalegi to parwana aayega

ho aanchal to lahkega, tan man to bahkega

masti me mausam to jhumega gayega

tanhaiyo me sapne sajana, dastur hai sadiyo purana

chunkar kisi ko apna banana

ha yu to mohabbat ka, dushman zamana hai

phir bhi jawani me, dil to lagana hai ha

ha yu to mohabbat ka, dushman zamana hai

phir bhi jawani me, dil to lagana hai ha

tere liye hu main mere liye hai tu

tujhse mujhi tak ye duniya suhani hai

o dharti se ambar tak, phulo se taaro tak

tera fasana hai meri kahani hai

badli huyi hai sari fizaye

baaho me jab se aayi hai baahe

sajne lagi hai jivan ki raahe

oye oye 

yu to mohabbat ka dushman zamana hai

phir bhi jawani me dil to lagana hai ha

ha yu to mohabbat ka dushman zamana hai

phir bhi jawani me dil to lagana hai ha

Explore this song