Roman script

arey yu na rutho maan bhi jaao dil hai bada bekraar

yu na rutho maan bhi jaao dil hai bada bekraar

sara din takrar me jaaye sara din takrar me jaaye 

raat ko jaage pyaar hoga nahi hoga pyaar 

dil hai bada bekraar

dil ka ishara samjho zara arey dil ka ishara samjho zara 

ye raat nahi sone ki ye raat nahi sone ki 

dil me tumhare baat hai jo wo baat nahi hai hone ki 

wo baat nahi hai hone ki 

ham bhi pyaase are ham bhi pyaase dil bhi pyasa 

pyaasi hai raat suhani paani mammi paani 

soja ri soja munni tu soja hoga nahi hoga pyaar

aanchal dhalka aanchal dhalka bikhri zulfe 

paas ho tum kyo dil tarse tarse tarse kyo tarse

pyaar nahi hai aisi ghata jo tum jab chaho tab barse

barse barse kyu barse chhodo satana chhodo satana 

jhutha bahana tum bhi lo dil ki kahani 

papa mai bhi sunungi kahani mai bhi sunungi kahani 

ik tha raja ik thi rani kar na sake manmaani

kar na sake manmaani

Explore this song