Roman script

yu na kisi ko haye duniya sataye

yu na kisi ko haye duniya sataye

kismat rulaye jisko, kaun hansaye

yu na kisi ko haye duniya sataye

bachpan bhi aaya yu to mujhko rulane

bachpan bhi aaya yu to mujhko rulane

aayi jawani bhi to dil ko dukhane

khilte hai phul jinme wp pal na aaye

yu na kisi ko haye duniya sataye

kismat rulaye jisko, kaun hansaye

yu na kisi ko haye duniya sataye

shikwa kisi se hai na, na koi gila hai

tera khuda hi juni tujhse khafa hai

shikwa kisi se hai na, na koi gila hai

tera khuda hi juni tujhse khafa hai

wo hi mitaye sabko wo hi banaye

yu na kisi ko haye duniya sataye

kismat rulaye jisko, kaun hansaye

yu na kisi ko haye duniya sataye

aaja ke ab to kuch hi ghadiya bachi hai

aaja ke ab to kuch hi ghadiya bachi hai

tere liye hi meri saanse ruki hai

baithi hu bujhti huyi shama jalaye

yu na kisi ko haye duniya sataye

kismat rulaye jisko, kaun hansaye

yu na kisi ko haye duniya sataye

Explore this song